Abhi Waqt Hai Abhi Sans Hai Abhi.Lout Aa Mere Gumshuda
Abhi Waqt Hai ,
Abhi Saans Hai Abhi Lout Aa Mere Gumshuda
Mujhe Naaz Hai Mere Zabt Par
Mujhe Phir Rula Mere Gumshuda
Yeh Nahi K tere Firaaq Main
Mai Ujarr Gaya
Ya Bikhar Gaya
Haan Mohabbaton Pe Jo Maan Tha
Woh Ab Nahi Raha Mere Gumshuda
Mujhe Ilm Hai K Tu Chaand Hai Kisi Aur Ka,
Magar Aik Pal Mere Aasman-e-Hayaat Pe
Zara Muskura Mere Gumshuda
Tere Altafaat Ki Barishen Jo
Meri Nahi To Bata Mujhe
Tere Dast-e-Chah Men Kis Liye Mera Dil Jala Mere Gumshuda
Ghanay Jangalon Men Ghira Hoon Main
Barra Ghup Andhera Hay Chaar Soo
Koi Ik Charaag To Jal Uthay
Zara muskura mery Gumshuda.......
Abhi Saans Hai Abhi Lout Aa Mere Gumshuda
Mujhe Naaz Hai Mere Zabt Par
Mujhe Phir Rula Mere Gumshuda
Yeh Nahi K tere Firaaq Main
Mai Ujarr Gaya
Ya Bikhar Gaya
Haan Mohabbaton Pe Jo Maan Tha
Woh Ab Nahi Raha Mere Gumshuda
Mujhe Ilm Hai K Tu Chaand Hai Kisi Aur Ka,
Magar Aik Pal Mere Aasman-e-Hayaat Pe
Zara Muskura Mere Gumshuda
Tere Altafaat Ki Barishen Jo
Meri Nahi To Bata Mujhe
Tere Dast-e-Chah Men Kis Liye Mera Dil Jala Mere Gumshuda
Ghanay Jangalon Men Ghira Hoon Main
Barra Ghup Andhera Hay Chaar Soo
Koi Ik Charaag To Jal Uthay
Zara muskura mery Gumshuda.......
Who is poet of this
ReplyDeleteI really love it
ReplyDeleteMohsin Naqvi
ReplyDelete