Kash Me Tere Haseen Hath Ka Kanghan Hota
Kash Main Teray Haseen Hath Ka Kangan Hota
Tu Baray Pyaar Say,
Chao Say ,
Baray Maan Ke Sath Apni Nazuk Se Kalaee Main Charhate Mujh Ko
Or Bay Tabi Say Fursat Kay Khezaan Lamhoon Main
Tu Kisi Soch Main Doobi
Jo Ghumate Mujh Ko
Teray Hath Ke Khushboo Say Mahak Sa Jata
Jab Kabhi Mood Main Aakar
Mujhay Choma Kar
Teray Hontoon Ke Main Hiddat Say Dehak Sa Jata
Raat Ko Jab Bhi Tu Nindoon Kay Safer Per Jate
Marmareen Hath Ka Ak Takya Banaya Karte
Main Teray Kaan Say Lag Kar Kaee Bateen Karta
Teri Zulfoon Ko Teray Galon Ko Choma Karta
Jab Bhi Tu Band Quba Kholnay Lagte
Jana Apni Aankhoon Ko Tere Husan Say Khaira Karta
Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta
Teri Chahat Ka Nasha
Main Tere Rooh Kay Gulshan Main Mhakta Rahta
Main Teray Jism Kay Aangan Main Khanakta Rehta
Kuch Nahi Tu Yahi Bay Naam Sa Bandhan Hota

No comments: