Jagte Jagte Thak Jao To Aisa Karna
Jagtey Jagtey thak jao to,
Aisa karna
Aadhi ratein mujhko dena,
Tum ko poorey khuwab milen gay .
Tum keya jano..! .
Dard haddon ko chu aye to,
Aankh mein Aansu jam jatey hain
Tum chaho to,
Aisa krna
Dard ki shidat mein seh loon ga,
Dard ka hasil tum rakh lena .
Tum keya jano..! .
Zaat adhuri ho jaye to,
Rishta adhura reh jata hai
Aadha rishta tum mujh ko de kar,
Poori Hasti tum le saktey ho
Kaisa soda hai ..? .
Tum keya jano..! .
Aadha rasta kho jaye to,
Manzil yaar diya krti hai
Tum chaho to,
Aisa karna
Aadha rasta mein rakh loon ga,
Poori manzil tum le lena.. .
Magar jab tum thak jao to…
Aisa karna
Aadhi ratein mujhko dena,
Tum ko poorey khuwab milen gay .
Tum keya jano..! .
Dard haddon ko chu aye to,
Aankh mein Aansu jam jatey hain
Tum chaho to,
Aisa krna
Dard ki shidat mein seh loon ga,
Dard ka hasil tum rakh lena .
Tum keya jano..! .
Zaat adhuri ho jaye to,
Rishta adhura reh jata hai
Aadha rishta tum mujh ko de kar,
Poori Hasti tum le saktey ho
Kaisa soda hai ..? .
Tum keya jano..! .
Aadha rasta kho jaye to,
Manzil yaar diya krti hai
Tum chaho to,
Aisa karna
Aadha rasta mein rakh loon ga,
Poori manzil tum le lena.. .
Magar jab tum thak jao to…
No comments: