Bohot Din Baad Aisa Huwa Hai
Bohat Din Baad Aisa Howa Hai,
K Hum Se Aaiyna Rutha Howa Hai,
Humare Hone K Imkan K Aagay,
Na Hone Ka Khala Phela Howa Hai,
Tumhare Jeet Jane Se Ziada,
Humari Haar Ka Charcha Howa Hai,
Bohot Ghul Mil Kar Bi Dunya Se Humne,
Zara Sa Fasla Rakha Howa Hai.
K Hum Se Aaiyna Rutha Howa Hai,
Humare Hone K Imkan K Aagay,
Na Hone Ka Khala Phela Howa Hai,
Tumhare Jeet Jane Se Ziada,
Humari Haar Ka Charcha Howa Hai,
Bohot Ghul Mil Kar Bi Dunya Se Humne,
Zara Sa Fasla Rakha Howa Hai.
No comments: