Wohi Aankhain Hain Jin Main Zindage Ne Khuwab Likhe The
Wohi Aankhen Hain,
Jin Me Zindgi Ne Khaab Likhay Thay, .
Wohi Palken Hen
Jin Per,
Mere Honton Ki Shuaaon Ne,
Chuni Thi Kehkishaan Aksar, .
Wohi Lab,
Jin Se Lafzon K Sitaare Toot Kar, .
Meri Ghazal Me Saans Letay Thay, .
Wohi Chehra, Jo Harf_o_Saut K Daayiry Me,
Markazi Nuqta, .
Wohi Gardan,
K Jis Me Aqqd_e_Marjaan, . Aaeena_Bandi Ka Khumeyaza, .
Wohi Baazu,
Jinhen Mere Badan Ka Lams Aksar,
Be_Karaan Chahat Ki Rut Se, Aashna Karta, .
Wohi Sab Kuch?
Mgr Ik Farq Wazeh He,
K Ab Uski Tabiyat Me Samandr Ka Tamawaj He, .
Wohi Sab Kuch,
Mgr Ab Is Tarah Lagta He Jaisy,
K Ham Me Na_Deeda Faseelen Khich Gayin Khud Se, .
Kabi Meri Mohabat Se Atti Mahtab Ki Raten,
Ghani Raten,
Ab Usay Achi Nahi Lagtin, .
Kabi Be_Rabt_o_Be_Khaahish Mulaqaten,
Usay Achi Nahi Lagtin, .
Wohi Sab Kuch Sahi Leqin,
Ab Aisa He Meri Baten,
Usay Achi Nahi Lagti"

No comments: