Suna Hoga Bohut Tumne Kahi Ankhon Ki Rhim Jhim Ka
Suna Hoga Bahut Tumne. . .
Kahin Aankhon Ki Rim Jhim Ka
Kahin Palkon Ki Shabnam Ka ,
Padha Ho Ga Bahut Tum Ne
Kahin Lehje Ki Barish
Ka
Kahin Sagar K Aansuon Ka ,
Magar Tum Ne Kabhi Humdam Kahin Dekhe ?
Kahin Parkhe
Kisi Tahreer Ke Aansu ?
Mujhe Teri Judaai Ne
Yahi Mairaaj Bakhshi Hai
"
ke Main Jo Lafz Likhta Hoon !
Woh Saare Lafz Rote Hain Ke "
Main Jo Harf Bunta Hoon
Woh Saare Bain
Karte Hain ,
Mere Sang is Judai Mein,
Mere Alfaz Marte Hain. . .
Sabhi Tareef Karte Hain Meri Tahreer Ki Lekin. . . .
Kabhi Koi Nahin Sunta
Mere Alfaz Ki Siskiyan
Falak Bhi Jo Hila Daale . . .
Mere Lafzon Mein Hain Shamil
Usi Taseer K Aansu !
Kabhi Dekho Mere Humdam
Meri Tahreer ke
Aansu..!!
Kahin Aankhon Ki Rim Jhim Ka
Kahin Palkon Ki Shabnam Ka ,
Padha Ho Ga Bahut Tum Ne
Kahin Lehje Ki Barish
Ka
Kahin Sagar K Aansuon Ka ,
Magar Tum Ne Kabhi Humdam Kahin Dekhe ?
Kahin Parkhe
Kisi Tahreer Ke Aansu ?
Mujhe Teri Judaai Ne
Yahi Mairaaj Bakhshi Hai
"
ke Main Jo Lafz Likhta Hoon !
Woh Saare Lafz Rote Hain Ke "
Main Jo Harf Bunta Hoon
Woh Saare Bain
Karte Hain ,
Mere Sang is Judai Mein,
Mere Alfaz Marte Hain. . .
Sabhi Tareef Karte Hain Meri Tahreer Ki Lekin. . . .
Kabhi Koi Nahin Sunta
Mere Alfaz Ki Siskiyan
Falak Bhi Jo Hila Daale . . .
Mere Lafzon Mein Hain Shamil
Usi Taseer K Aansu !
Kabhi Dekho Mere Humdam
Meri Tahreer ke
Aansu..!!
No comments: