Faqat Itna Bata Do Ke Muhabbat Humne Ki Thi Naa
Faqat Itna Bata do ke
Muhabat Hum ne ki the Na.???
Tu Jheli Kyun Faqat Main Ne.. ???
Hijaar kataa Faqat Main ne
Wafaieen Ki Faqat Main ne
Duaeein ki Faqat Main ne
Sadaieen de Faqat Main ne
Tu ub Apni he janib se
Iss yaktarfa rishty ko
Main kah dun Alvida tu kiya????
Tumhari dastaras me ha
Mere Iss akhri Awaz ka kuch maan Rakh lenaa ???
Ya tum, Hasb e Rawayat phir mere Tahqeer kar denaa...!!!!
Muhabat Hum ne ki the Na.???
Tu Jheli Kyun Faqat Main Ne.. ???
Hijaar kataa Faqat Main ne
Wafaieen Ki Faqat Main ne
Duaeein ki Faqat Main ne
Sadaieen de Faqat Main ne
Tu ub Apni he janib se
Iss yaktarfa rishty ko
Main kah dun Alvida tu kiya????
Tumhari dastaras me ha
Mere Iss akhri Awaz ka kuch maan Rakh lenaa ???
Ya tum, Hasb e Rawayat phir mere Tahqeer kar denaa...!!!!
No comments: